Dil Ne, Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya Song Lyrics from the movie/album Tum Hi To Ho released in the year 2018 starring Madhavi Sharma, Jackie Shroff. The song Dil Ne, Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya was sung by Udit Narayan, Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by Sanjay Goel. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Ravi Chopra

Dil Ne, Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya Lyrics

Dil Ne Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya
Ho Ho Dil Ne Tere Dil Ne Dharkano Ko Meri Sun Liya
Dil Ne Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya
Ho Ho Dil Ne Tere Dil Ne Dharkano Ko Meri Sun Liya
Pyar Ne De Diya Hausle Lo Simatne Lage Fasle
O Dil Ne Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya
Ho Dil Ne Tere Dil Ne Dil Ki Uljhan Ko Suljha Diya
Pyar Ne De Diya Hausle Lo Simatne Lage Fasle
Ho Dil Ne Mere Dil Ne

Kyun Ye Rang Sare Ye Nazare Nikharne Lage
Tum Jo Chahato Ki Aehguzar Se Guzarne Lage
Kyu Ye Rang Sare Ye Nazare Nikharne Lage
Tum Jo Chahato Ki Rahguzar Se Guzarne Lage
Tere Dil Ne Mere Dil Ko
Mere Dil Ko Hai Bahka Diya
Dil Ne Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya
Dil Ne Tere Dil Ne Dharkano Ko Meri Sun Liya
Pyar Ne De Diya Hausle Lo Simatne Lage Fasle
O Dil Ne Mere Dil Ne

Dil Ke Piche Piche Ham Chale Ja Rahe Hai Kaha
Kahna Na Kisi Se Mil Gaya Hai Naya Ek Jaha
Ha Dil Ke Piche Piche Ham Chale Ja Rahe Hai Kaha
Kahna Na Kisi Se Mil Gaya Hai Naya Ek Jaha
Ham Ne Dil Ko
Hame Dil Ne
Hame Dil Ne Hai Samjha Liya
Dil Ne Mere Dil Ne Tere Dil Se Kaha Shukriya
Dil Ne Tere Dil Ne Dharkano Ko Meri Sun Liya
Pyar Ne De Diya Hausle Lo Simatne Lage Fasle
Dil Ne Mere Dil Ne

Share your thoughts

Shreya ghoshal, Udit narayan, Music director: anand milind, Shreya ghoshal live, Narayan, Shreya ghosal, Bahut pyar karte hain tumko sanam lyrics, Shreya ghoshal's rare songs, Zindagi tere naal lyrics, Marathi lokgeet by anand shinde, Udit narayan jaanam album, Udit narayan album, Udit narayan album songs, Kesamadhi gajara by anand shinde, Dil ka awarapan udit narayan, Kesamadhi gajara - marathi lokgeet by anand shinde, Jaanam udit narayan, Hum hindustani song lyrics