Dil Nakaam Lyrics | Trump Card | Sunidhi Chauhan | Lalit Sen

Ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai

Iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam

Haan pyaar ke dariya mein doob ke bekraar dil ho gaya
Dil laga ke tanhai mein jeena mushkil ho gaya

Aaj kal haal aisa hai meri betaabi ka
Kya karu main bhala dil ki iss gustakhi ka
Iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam

Saanso ki sargoshiyo ko chain ka ehsaas do
Aankho ka samjho ishara pyaar ki ik raat do

Zindagi har ghadi jee rhi kabhi khwahish me
Bepanah pyaar ki bewajah farmaaish me
Iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam

Ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai
Ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai
Iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam
Dil nakaam dil nakaam dil nakaam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *