Dil Naiyo Naiyo Karta Hain Lyrics | Devaki | Ram Kapoor, Suman Ranganathan | Jojo Mukherjee | Bickram Ghosh

Naiyo naiyo naiyo naiyo
Naiyo naiyo naiyo naiyo
Naiyo naiyo naiyo

Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Sajan ki gali me jane se naiyo
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Sajan ki gali mein jane se
Sajna hain saudayi thamega kalayi
Dungi me duhayi hongi naa rihayi
Sauda mehanda bada he padta hain
Sauda mehanda bada he padta hain
Sajan ki gali mein jane se
Sajan ki gali mein jane se
Dil naiyo naiyo dil naiyo naiyo
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain

Naiyo naiyo naiyo naiyo
Naiyo naiyo naiyo naiyo naiyo
Pehle karega woh toh mithi mithi bate
Puchega kab hongi pyar wali rate
Pehle karega woh toh mithi mithi bate
Puchega kab hongi pyar wali rate
Lake angna woh dega kangna woh
Phir chahega rang rangna woh naiyo
Aisi bato se ji darta hain
Aisi bato se ji darta hain
Sajan ki gali mein jane se
Sajan ki gali mein jane se

Dil naiyo naiyo dil naiyo naiyo
Dil naiyo naiyo naiyo naiyo naiyo
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Sajan ki sajan ki gali mein jane se
Naiyo naiyo naiyo naiyo
Dil naiyo naiyo naiyo karta hain
Sajan ki gali mein jane se
Sajan ki gali mein jane se
Sajan ki gali mein jane se
Sajan ki gali mein jane se.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *