Dil Mera Naache Thunak Thunak Song Lyrics from the movie/album Meraa Ghar Mere Bachche released in the year 2018 starring Sohrab Modi, Sulochana. The song Dil Mera Naache Thunak Thunak was sung by Seeta Agarwal, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Sohrab Modi. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Dil Mera Naache Thunak Thunak Lyrics

Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai
Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai

Aaj Jamana Apna Hai Kya Pyari Aazadi Hai
Khelo Kudo Mauj Karo
Samjho Ghar Me Shadi Hai
Sar Pe Taz Apna Raz Hai
Na Koi Dar Ki Bat Hai Kya Bat Hai
Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai

Bhaiya Tu Bhi Saz Baja
Hum To Nach Dikhate Hai
Ye To Apni Kismat Hai
Aise Din Kab Aate Hai
Dhum Dham Kar Kuch To Nam Kar
Dunia Apne Hath Hai Kya Bat Hai
Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai

Mai Munna Shikari Hu
Picnic Khub Manata Hu Bartan Ke Samundar Se
Machli Ko Mai Lata Hu Mere Kam Se Mere Khel Se
Sabne Khai Mat Hai Kya Bat Hai
Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai
Dil Mera Nache Thunak Thunak
Nache Ji Hum Tum Runak Jhunak
Dil Ki Umange Jhum Ke Gaye
Aaj Khushi Bhi Sath Hai Kya Bat Hai

Share your thoughts

Dil mera nache thumak thumak, Meraa ghar mere bachche (1960) sardar malik hasrat jaipuri, Suman kalyanpur, Seeta agarwal, Mera ghar mere bachche, Mohammed rafi, Mohammed rafi songs, Peena haraam hai asha bhonsle mera ghar mere bachche (1960) sardar malik hasrat jaipuri, Dil mera nache, Chunak, Peena haraam hai, Nacche, Bacche, Nache, Kumar, Bachhe, Burman, Bachchan, Swaminathan, Sulochana, Rafi, Mera, Mere, Khanna, Shankar, Jaikishan, Daisy irani, Mangeshkar