Dil Mera Jispe Aaya Hai Usine Dil Dukhaya Hai
Dil Mera Jispe Aaya Hai Usine Dil Dukhaya Hai
Wo Aankhon Mein Rahein Lekin Najar Mein Rah Nahi Paaye
Wo Sanson Se Gujarte Gaye Dhadkano Tak Nahi Aaye
Mujhe Apna Banakar Kyun Kiya Usne Paraya Hai
Dil Mera Jispe Aaya Hai Usine Dil Dukhaya Hai
Wo Aanshu De Gaye Hai Mushkurahat Ko
Ansuna Kar Gaye Wo Dil Ki Aahat Ko
Wo Aanshu De Gaye Hai Mushkurahat Ko
Ansuna Kar Gaye Wo Dil Ki Aahat Ko
Wo Mujhko Na Samaj Paye Ye Ek Dard Tadpaye
Jise Hamne Hansaya Hai Hame Usne Rulaya Hai
Dil Mera Jispe Aaya Hai Usine Dil Dukhaya Hai
Wo Aankhon Mein Rahein Lekin Najar Mein Rah Nahi Paye
Wo Sanson Se Gujarte Gaye Dhadkano Tak Nahi Aaye
Mujhe Apna Bana Kar Kyun Kiya Usne Paraya Hai
Dil Mera Jispe Aaya Hai Usine Dil Dukhaya Hai
Dil Mera Song Lyrics released in the year 2025 starring Nishtha Sharma. The song Dil Mera was sung by Nishtha Sharma. The music was given by Shrikant Krishna. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts