O Mujhe Teri Chahat Ke Gham Ki Kasam
Jamane Ki Har Ek Kasam Ki Kasam
Mai Tere Liye Hu
Tu Mere Liye
Sitamgar Tere Har Sitam Ki Kasam
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un
Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Ho Is Dil Se Arman Ye Nikale
Ek Hi Ghunt Me Jan Ye Nikale
Ho Is Dil Se Arman Ye Nikale
Ek Hi Ghunt Me Jan Ye Nikale
Zeher Judayiwala Ghunt Ghunt Nahi Pina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un
Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina
Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
Ye Teri Yado Ka Mausam
Pyar Bhare Wado Ka Mausam
Ye Teri Yado Ka Mausam
Pyar Bhare Wado Ka Mausam
Iss Mausam Ke Bichhade
Shayad Mile Kabhi Na
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Tune Mujhe Jo Jakhm Diye Un
Jakhmo Ko Nahi Sina
Nahi Jina
Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
Ho Ishq Ibadat Ishq Hai
Puja Ishq Khuda Ka Nam Hai Duja
Ho Ishq Ibadat Ishq Hai
Puja Ishq Khuda Ka Nam Hai Duja
Ye Dil Mathura Kashi Kaba Aur Madina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Ka Mahina
Nahi Jina
Nahi Jina Tere Bin Nahi Jina
Nahi Jina
Nahi Jina O Tere Bin Nahi Jina
Dil Me Aag Lagaye Sawan Kaa Mahina Song Lyrics from the movie/album Alag Alag released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Tina Munim. The song Dil Me Aag Lagaye Sawan Kaa Mahina was sung by Lata Mangeshkar, Kishore Kumar. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts