Dil Laga Ke Kadar Gayee Pyare Lyrics | Kala Pani | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Dil Laga Ke Kadar Gayee Pyare Lyrics | Kala Pani | Asha Bhosle | Sachin Dev Burman

Aa aa aa u u u
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke
Dil laga ke kadar gayi pyare
Puchhe naa koyi phiru besahare
Puchhe naa koyi phiru besahare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke

Dhin ta dha ta ta ta dha

Boli bole duniya sari
Mai raja tumase hari
Kya karu mai nainamari
Kaho naa kya karu mai nainamari
Koyi kuchh pukare
Koyi kuchh pukare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke
Dil laga ke
Dil laga ke

Dhin ta dha ta ta ta dha

Naa koyi sathi naa koyi beli
Sou jagu mai akeli
Suni sejiya suni haveli
Dekho naa suni sejiya suni haveli
Yeh socha tha man me basungi tihare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke
Puchhe naa koyi phiru besahare
Dil laga ke kadar gayi pyare
Dil laga ke
Dil laga ke

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *