Dil Ko Lagaa Ke Humne Lyrics | Anokhi Ada | Uma Devi | Naushad Ali

Dil Ko Lagaa Ke Humne Lyrics | Anokhi Ada | Uma Devi | Naushad Ali

Dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
Chen gamaya
Dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
Chen gamaya
Gam ka fasana kya sunaye keh na paye ha ha
Gam ka fasana kya sunaye keh na paye
Ye bhi socha hay bhul ke ye bhi socha hay bhul ke
Jis bewafa ko apna banaya hai wo praya
Dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
Chen gamaya

Aankho se dil khaye dhoke chup roke
Aankho se dil khaye dhoke chup roke
Ho ho duniya basi na hay pyar ki
O o duniya basi na hay pyar ki
Bethe bithaye rog lagaya ji ko jalaya
Dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
Chen gamaya

Deke sahara mujhko jhutha tumne luta
Ha ha deke sahara mujhko jhutha tumne luta
Bhuli kahani hay chhed di bhuli kahani hay chhed di
Mera fasana yaad aaye has ke rulaye
Dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya
Chen gamaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *