Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics | Munimji | Hemant Kumar, Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics | Munimji | Hemant Kumar, Geeta Dutt | Sachin Dev Burman

Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha
Dil ki umange hai jawa
Aap bhi gaiye na
Dil ki umange hai jawa
Gaiye na
Kya mushkil hai sargam batau
Pa ma pa dha pa ga sa pa
Dil ki umange hai jawa
Gaiye

Dil ki umange hai jawa
Bahut achchhe
Rang me dooba hai sama
Waah waah waah
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha
Dil ki umange hai jawa
Dil ki umange hai jawa aa ha ha ha ha ha ha
Gaaiye gaaiye gaaiye
O ho ho ho ho ho ho
Kya kahane

Sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin
Sadiyo purani ye zamin
Sadiyo purani ye zamin hai aaj kitni hasin
Aata nahi hai yakin hota nahi hai bayaan
Dil ki umange hai jawa
Aap bhi gaaiye
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Jiyo jiyo
Maine tumhe jeet liya
Oon hu
Maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan
Dil ki umange hai jawa

Bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho
Bhige nazaro se kaho
Bhige nazaro se kaho gati hawao se kaho
Jati baharo se kaho ruk jaye aaj yaha
Dil ki umange hai jawa
Gaaiye na
Kya maza aa raha hai
Hoon hoon hoon
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha
Dil ki umange hai jawa

Hoon hoon hoon
Bechain tanhaiya leti hai angadaiya
Bechain tanhaiya leti hai angadaiya
Halki si shehanaiya bajti hai jane kaha
Dil ki umange hai jawa
Gaaiye na ek baar aur
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Maine tumhe jeet liya haar ke dono jaha
Dil ki umange hai jawa

Aaiye na aap bhi nachiye
Dil ki umange hai jawa
Rang me duba hai sama
Maine tumhe jeet liya
Hu maine tumhe jeet liya haar ke dono jahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *