Dil Ki Umangein Hain Jawa Song Lyrics from the movie/album Munimji. The song Dil Ki Umangein Hain Jawa was sung by Geeta Dutt, Hemant Kumar, Pran

Dil Ki Umangein Hain Jawa Lyrics

He : Dil Ki Umangein Hain Jawa
Rang Mein Dooba Hai Sama
Main Ne Tumhe Jeet Liya
Haar Ke Dono Jaha

Geeta: Aap Bhi Gaaiye Naa?
Kya Mushkil Hai? Sargam Bataau

Pa Ma Pa Dha Pa Ga Sa Pa
Dil Ki Umangein Hain Jawa
Gaaiye

Praan: Dil Ki Umangein Hain Jawa
Geeta: Bahut Achchhe
Praan: Rang Mein Dooba Hai Sama
Geeta: Waah Waah Waah

He: Dil Ki Umangein Hain Jawa
A Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Geeta: Gaaiye Gaaiye Gaaiye
Praan: O Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Geeta: Kya Kahane

He: O~ O~ O~ O~ O~
Sadiyon Purani Ye Zameen
Hai Aaj Kitni Haseen
Aata Nahi Hai Yakeen
Hota Nahi Hai Bayaan

Geeta: Aap Bhi Gaaiye
Praan: Dil Ki Umangein Hain Jawa
Rang Mein Dooba Hai Sama
Geeta: Jiyo Jiyo
Praan: Main Ne Tumhe Jeet Liya
He: Oon Hu, Main Ne Tumhein Jeet Liya
Haar Ke Dono Jahaan
Dil Ki Umangein Hain Jawa

Bheege Nazaron Se Kaho
Gaati Hawaon Se Kaho O O
Jaati Bahaaron Se Kaho
Ruk Jaaye Aaj Yahaan

Dil Ki Umangein Hain Jawa

Geeta: Gaaiye Na
Kya Maza Aa Raha Hai
Hoon Hoon Hoon
Praan: Dil Ki Umangein Hain Jawa
Rang Mein Dooba Hai Sama
He: Main Ne Tumhe Jeet Liya
Haar Ke Dono Jaha
Dil Ki Umangein Hain Jawa

He: O~ O~ O~ O~ O~
Gee: Hoon Hoon Hoon
Bechain Tanhaiya
Leti Hain Angadaaiya
Halki Si Shehanaiya
Bajti Hain Jaane Kaha

Gaaiye Na Ek Baar Aur

Praan: Dil Ki Umangein Hain Jawa
Rang Mein Dooba Hai Sama

He: Maine Tumhe Jeet Liya
Haar Ke Donon Jaha

Geeta: Aaiye Na Aap Bhi Naachiye

He, Geeta: Dil Ki Umangein Hain Jawa
Rang Mein Dooba Hai Sama
He: Main Ne Tumhe Jeet Liya
Geeta: Oon, Hu Main Ne Tumhe Jeet Liya
He, Geeta: Haar Ke Dono Jahaan

Share your thoughts

Hemant kumar, Best of hemant kumar, Meena kumari, Geeta bali, Geeta, Munimji, Best of lata hemant kumar, Vol. 20 dil ki umangein hai jawaan (from munimji), Hemant kumar and lata mangeshkar, Dil ki umangein hai jawan, Geeta dutt, Dilip kumar, Hemant, Hemant kumar hindi songs, Hemanta kumar, Kumar, Hemant kumar songs, Best of hemant kumar hindi songs, Hemanta kumar mukhopadhyay, Hemanta kumar mukhopadhyay (musical artist), Jawani jan e man with lyrics, Best of geeta bali