Dil Ki Duniya Pahchan Gaya Koi Lyrics | Africa | Mubarak Begum | Robin

Dil Ki Duniya Pahchan Gaya Koi Lyrics | Africa | Mubarak Begum | Robin

Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi

Maine na ab tak kuch bhi sikha tha
Pyar karna sikha gaya koi
Sikha gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi

Mast aankho ke ek ishare se
Aag dil me laga gaya koi
Laga gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi

Chain tab se hi ho gaya rukhsat
Aankh jab se lada gaya koi
Lada gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi

Pyar me main to ho gayi pagal
Mujhpe jadu chala gaya koi
Chala gaya koi
Dil ki duniya pe chha gaya koi
Mujhko apna bana gaya koi
Bana gaya koi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *