Dil Ke Chaman Me Aa Lyrics | Kajal | Hamida Banu, Uma Devi, Ram Kamlani | Ghulam Mohammad

Dil Ke Chaman Me Aa Lyrics | Kajal | Hamida Banu, Uma Devi, Ram Kamlani | Ghulam Mohammad

Dil ke chaman mein aa hi gayi
Jhum kar bahar
Ab tum meri bano na bano
Tum ko istihar takdeer ne to mujhko
Takdeer ne to mujhko tumhara bana diya
Takdeer ne to mujhko tumhara bana diya

Ulfat hamare dil se
Jatao na is tarah
Aankho mein aankhe daal ke
Gaao na is tarh
Dil ki lagi ko tumne
Dil ki lagi ko tumne
Tamasha bana diya
Dil ki lagi ko tumne
Tamasha bana diya

Ghar ki hamri samma bhi tum
Roshani bhi tum gulshan bhi tum
Bahar bhi tum jindagi bhi tum
Hamko duaaye do tumhe
Kya kya bana diya
Hamko duaaye do tumhe
Kya kya bana diya
Hamko duaaye do tumhe
Kya kya bana diya
Hamko duaaye do tumhe
Kya kya bana diya

Hota nahi kisi ko
Mohabbat pe istihar
Kisi deep ka gunah kiya
Majnu to istihar
Inhe laila bana diya
Majnu to istihar
Inhe laila bana diya
Takdeer ne to mujhko tumhara bana diya
Takdeer ne to mujhko tumhara bana diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *