Dil Kabhi Tumne Diya Tha Song Lyrics from the movie/album Rocky Mera Naam released in the year 2015 starring Sanjeev Kumar, Tanuja. The song Dil Kabhi Tumne Diya Tha was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Satram Rohra. The music was given by Sapan Sengupta, Jagmohan Bakshi. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Dil Kabhi Tumne Diya Tha Lyrics

Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Pyar Tumne Bhi Kiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe

Tumko Shayad Mere Gum Ka
Koi Ahsas Nahi
Chand Ashko Ke Siwa
Kuchh Bhi Mere Pas Nahi
Koi Ro Ro Ke Jiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Pyar Tumne Bhi Kiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe

Ye Irada Tha Kate Sath
Mohabbat Ka Safar
Jindagi Aake Ruki
Jab Kisi Dorahe Par
Tumne Muh Mod Liya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Pyar Tumne Bhi Kiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe

Tumko Deta Hai Dua
Tumne Mitaya Hai Jise
Sokh Daman Ki Hawao Ne
Buhjaya Hai Jise
Wo Kisi Dil Ka Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Pyar Tumne Bhi Kiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Pyar Tumne Bhi Kiya Tha
Ye Tumhe Yaad Rahe
Dil Kabhi Tumne Diya Tha
Ye Tumhe Yad Rahe.

Share your thoughts

Rare hindi movie songs