Dil Ka Sukoon (Title) Song Lyrics from the movie/album Dil Ka Sukoon released in the year 2016 starring Gufy. The song Dil Ka Sukoon (Title) was sung by Gufy. The music was given by Babli Haque. The lyrics were Penned by Deepak Agrawal. The music rights for song purely belongs to Yellow & Red Music

Dil Ka Sukoon (Title) Lyrics

Dil Ka Sukoon Hain Tu
Mera Junoon Hain Tu
Saanso Ka Chalna
Tujhse Hain Juda
Mera Wajood Hain Tu

Dil Ka Sukoon Hain Tu
Mera Junoon Hain Tu
Saanso Ka Chalna
Tujhse Hain Juda
Mera Wajood Hain Tu
Aankhon Mein
Banke Khwaab Tu
Aane Laga Hain
Hubahoo Haan
Dil Ka Sukoon Hain Tu
Mera Junoon Hain Tu
Saanso Ka Chalna
Tujhse Hain Juda
Mera Wajood Hain Tu

Tujhse Mila Toh Yeh Maine Jaana
Suni Thi Kyun Raaten Meri
Benoor Din Kyun Lagte Mujhe They
Ab Jaake Samjha Tuhi Thi Subhaa
Aankhon Ki Thandak Tu
Saanso Ki Bandish Tu
Tu Hi Mera Aashiyaan
Teri Hi Dhoon Mein
Phirta Raha Main
Tu Hi Meri Aarzoo

Kitthe Na Jaaio

Har Baat Mein Tu
Teri Hi Khwahish
Tu Hi Meri Fariyaad Hain
Tu Hi Tu Mujhmein
Shamil Hain Aise
Tu Hi Mujhe Bas
Yaad Hain
Mera Hain Ghar
Tu Mera Shaher Tu
Bin Tere Khaali Maqaan
Ho Khud Ko Chura Ke
Mujh Mein Chhupale
Aajaa Mere Rubaroo
Dil Ka Sukoon Hain Tu
Mera Junoon Hain Tu
Saanso Ka Chalna
Tujhse Hain Juda
Mera Wajood Hain Tu.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Babli haque, Dil ka sukoon, Music babli haque, Dil ka sukoon 2013, Album dil ka sukoon, Ik junoon paint it red lyrics, Mohabbat dil ka sakoon, Dil ka sukoon song, Lyrics deepak agrawal, Mohabbat dil ka sakoon hai aitbaar audio song, Sukoon, Lyrics, Bollywood songs lyrics, Ik junoon zindagi na milegi dobara, Tu mere har kawab mein song lyrics in english, Tu haqeeqat full song lyrics, Suna hai lyrics, Hai junoon song, Hey junoon song, Ik junoon full song