Dil Ka Qarar Le Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Mitha Mitha Pyar De Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Dil Ka Qarar Le Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Jab Jab Aankh Ladi
Jhuk Jhuk Ke Najar Ne Salam Kiya
Jab Jab Aankh Ladi
Jhuk Jhuk Ke Najar Ne Salam Kiya
Dhak Dhak Dil Dhadka
Hatho Ne Kaleja Tham Liya
Oye Aahe Besumar De Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Dil Ka Qarar Le Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Duniya Ki Najro Se Koi
Kab Tak Najar Bchayega
Duniya Ki Najro Se Koi
Kab Tak Najar Bchayega
Chhup Chhup Kar Jalim
Koi Kab Tak Teer Chalayega
Koi Dhokha Har Baar De Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Dil Ka Qarar Le Gaya
Ek Ladka Bhola Bhala Sa
Dil Ka Qarar Le Gaya Ek Ladka Bhola Bhala Sa Song Lyrics from the movie/album Bhootnath released in the year 2018 starring Ranjan, Vijaya Chaudhary. The song Dil Ka Qarar Le Gaya Ek Ladka Bhola Bhala Sa was sung by Suman Kalyanpur. This movie/album was directed by Nanubhai Bhatt. The music was given by Vedpal. The lyrics were Penned by Keshav Trivedi
Share your thoughts