Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar Lyrics  | Aashiana | Mark Zuber, Deepti Naval | Mohammed Rafi | Jagjit Singh

Dil Ka Fareb Jab Koi Gulnaar Lyrics | Aashiana | Mark Zuber, Deepti Naval | Mohammed Rafi | Jagjit Singh

Dil ke saude mein
Farishte bhi gunehgar bane
Sej ke naam pe jinke liye majaar bane

Dil ka fareb jab koi gulnaar kha gayi
Dil ka fareb jab koi gulnaar kha gayi
Us gulbadan ko waqt ki deewar kha gayi
Us gulbadan ko waqt ki deewar kha gayi
Dil ka fareb jab koi gulnaar kha gayi

Jo jaan apne yaar ko nazrana likh gayi
Jo jaan apne yaar ko nazrana likh gayi
Aur khoon se wafao ka afsana likh gayi
Ulfat ki baazi jeet ke bhi haar kha gayi
Dil ka fareb jab koi gulnaar kha gayi
Dil ka fareb jab koi gulnaar kha gayi

Yun to yeh us kaniz ka majaar hain zaroor
Hain dafan magar isme shahenshaho ka garur
Muglo ka har garur yeh deewar kha gayi
Deewar kha gayi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *