Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham Song Lyrics from the movie/album Kashish (Album) released in the year 2018. The song Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham was sung by Asha Bhosle. The music was given by Nazar Hussain. The lyrics were Penned by Zia Jalandhari

Dil Hi Dil Me Sulag Ke Bhuje Ham Lyrics

Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum
Aur Sahe Gam Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum
Aur Sahe Gam Dur Hi Dur
Tumse Koun Si Aas Bandhi Thi
Tumse Rahe Hum Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum

Tumne Hamko Jab Bhi Dekha
Shukar Balb The Ye Khamosh
Tumne Hamko Jab Bhi Dekha
Shukar Balb The Ye Khamosh
Yu To Aksar Roye Lekin
Chhup Chhup Kam Kam Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum
Aur Sahe Gam Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum

Ek Vo Hal Ke Unki Jara Si
Baat Gavara Kar Na Sake
Ek Vo Hal Ke Unki Jara Si
Baat Gavara Kar Na Sake
Ek Ye Hal Ke Yaad Mein Unki
Roye The Hum Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum

Tar Ke Talab Pe Khush The Ke Aakhir
Kaam Liya Danai Se
Tar Ke Talab Pe Khush The Ke Aakhir
Kaam Liya Danai Se
Kisko Khabar Hai Jalte Rahe Hum
Jalte Rahe Kyu Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum
Aur Sahe Gam Dur Hi Dur
Tumse Koun Si Aas Bandhi Thi
Tumse Rahe Hum Dur Hi Dur
Dil Hi Dil Mein Sulag Ke Bujhe Hum

Share your thoughts

Asha bhosle, Kashish, Sulag, #madamnoorjehan #ghazal #tarannumptv, Dil hi dil mein, Ghazal, Hum, Jehan, Bujhe, Hi, Dil, Mein, Jahan, Noor, Urdu, Ke