Dil Hamane Diya Hai Song Lyrics from the movie/album Aandolan released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Govinda. The song Dil Hamane Diya Hai was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Aziz Sejawal. The music was given by Nadeem Shravan. The lyrics were Penned by Sameer

Dil Hamane Diya Hai Lyrics

Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Jane Tamanna Jane Zamana
Ke Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Jane Tamanna Jane Zamana
Ke Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai

Chehra Tera Phulose Hasi Hai
Deewane Dil Ne Kaha
Tujhse Pyara Koi Bhi Nahi Hai
Sun Le O Jane Ada
Tujhe Dekhe Tujhe Chahe
Tera Didar Sau Sau Baar
Ham To Yaar Karenge
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Jane Tamanna Jane Zamana
Ke Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai

Saanso Me Tufano Ko Chhupaya
Hamne Kiya Intjar
Tune Hamko Sine Se Lagaya
Tab Jake Aaya Karar
Khafa Na Ho Kabhi Dilbar
Mohabbat Pe Hamesha
Ham To Aitabar Karenge
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Jane Tamanna Jane Zamana
Ke Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Dil Hamne Diya Hai
Ikrar Hamne Kiya Hai
Jane Tamanna Jane Zamana
Ke Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Ha Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Ha Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai
Ha Tujhe Pyar Hamne Kiya Hai

Share your thoughts

Nadeem shravan hit songs, Alka yagnik, Kumar sanu, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Alka yagnik songs, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Alka yagnik kumar sanu ke gane, Alka yagnik kumar sanu song, Kumar sanu hit songs, Alka yagnik kumar sanu hit song, Kumar sanu songs, Nadeem shravan songs, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Alka yagnik kumar sanu romantic song, Kumar sanu alka yagnik ke gane, Kumar sanu alka yagnik sad song