Dil-e Nadan Tujhe Hua Kya Hai
Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai
Dil-e Nadan Tujhe Huaa Kya Hai
Hum Hai Mushtaq Aur Wo Bezaar
Hum Hai Mushtaq Aur Wo Bezaar
Yaa Ilaahi Ye Majara Kya Hai
Dil-e Nadan Tujhe Huaa Kya Hai
Main Bhi Muh Mein Zaban Rakhta Hun
Main Bhi Muh Mein Zaban Rakhta Hun
Kaash Puchho Ki Mudda Kya Hai
Dil-e Nadan Tujhe Huaa Kya Hai
Humko Unse Wafa Ki Hai Umid
Humko Unse Wafa Ki Hai Umid
Jo Nahi Jaanate Wafa Kya Hai
Dil-e Nadan Tujhe Huaa Kya Hai
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Jaan Tum Par Nisar Karta Hun
Main Nahi Jaanata Dawa Kya Hai
Dil-e Nadan Tujhe Huaa Kya Hai
Aakhir Is Dard Ki Dawa Kya Hai
Dil-e-nadan Tujhe Hua Kya Song Lyrics from the movie/album Shaam-e-ghazal (Album) released in the year 2019. The song Dil-e-nadan Tujhe Hua Kya was sung by Talat Mahmood. The music was given by Ghulam Mohammed. The lyrics were Penned by Mirza Ghalib
Share your thoughts