Dil Diya Hai Aapne To Mehrbani Aapki Lyrics | Sangram | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Dil Diya Hai Aapne To Mehrbani Aapki Lyrics | Sangram | Lata Mangeshkar | Chitalkar Ramchandra

Dil diya hai aapne to meharbani aapki
Meharbani aapki
Ham na ab wapas karenge ye nishani aapki
Ye nishani aapki
Dil diya hai aapne to meharbani aapki
Meharbani aapki

Shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul
Shukriya kahte ham is tohfe ko karte hai kabul
Ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul
Ja se pyara hai hame bage mohabbat ka ye phul
Hum to kis kabil the ye hai kadardani aapki
Dil diya hai aapne to meharbani aapki
Meharbani aapki
Ham na ab wapas karenge ye nishani aapki
Ye nishani aapki

Aap aaye meri dunia me inayat sukriya
Aap aaye meri dunia me inayat sukriya
Muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya
Muskurahat lab pe aankho me mohabbat sukriya
Ab hua malum ham hai jindgani aapki
Meharbani aapki
Dil diya hai aapne to meharbani aapki
Meharbani aapki
Ham na ab wapas karenge ye nishani aapki
Ye nishani aapki
Dil diya hai aapne to meharbani aapki
Meharbani aapki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *