Dil Diya Daulat Ko Ai Insaan Tune Kya Kiya
Bhul Baitha Pyaar Ko Naadaan Tune Kya Kiya
Aankho Ko Mila Yaar Se
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Are Mit Kar Kisi Dildaar Pe Jine Ka Maja Le
Mit Kar Kisi Dildaar Pe Jine Ka Maja Le
Daulat Ki Hawas Chhodkahi Pyaar Me Kho Ja
Aur Jalwo Ki Barsaat Me Hasti Ko Dubo Ja
Phir
Are Phir Jhum Ke Ha
Phir Jhum Ke Saawan Ke Mahine Ka Maja Le
Phir Jhum Ke Saawan Ke Mahine Ka Maja Le
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Mit Kar Kisi Dildaar Pe Jine Ka Maja Le
Gaafil Kabhi Paise Ke Tu Najdik Na Jaana
Khanjar Hai Yeh Khanjar Ko Gale Se Na Lagaana
Yeh Jindagi Do Din Ki Hai
Yeh Jindagi Do Din Ki Hai Jine Ka Maja Le
Yeh Jindagi Do Din Ki Hai Jine Ka Maja Le
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Mit Kar Kisi Dildaar Pe Jine Ka Maja Le
Daulat Se Chala Pyaas Bujhaane Tu Jigar Ki
Daulat Se Chala Pyaas Bujhaane Tu Jigar Ki
Beh Ja Kahi Maujo Me Kisi Mast Najar Ki
Pyaasa Hai Toh Iss Mauj Se
Are Pyaasa Hai Toh Iss Mauj Se Pine Ka Maja Le
Pyaasa Hai Toh Iss Mauj Se Pine Ka Maja Le
Mit Kar Kisi Dildaar Pe Jine Ka Maja Le
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Aankho Ko Mila Yaar Se Pine Ka Maja Le
Dil Diya Daulat Ko Ai Insaan Tune Kya Kiya Song Lyrics from the movie/album Bhagam Bhag released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Kumkum. The song Dil Diya Daulat Ko Ai Insaan Tune Kya Kiya was sung by S D Batish, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Bhawan. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts