Dil Dhadakne Ki Aawaz Song Lyrics from the movie/album Trikon Ka Chauta Kon released in the year 2016 starring Vijendra, Swaroop Sampat. The song Dil Dhadakne Ki Aawaz was sung by Bhupinder Singh, Shobha Joshi. This movie/album was directed by Madhusadan. The music was given by Jaidev Verma. The lyrics were Penned by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan)

Dil Dhadakne Ki Aawaz Lyrics

Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva Koi Bhi Nahin
Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva Koi Bhi Nahin
Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva

Besabab Hamko Phir
Besabab Hamko Phir
Tisre Ka Guman
Kaise Or Kyu Hua
Koi Bhi To Nahin
Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva

Teri Zulfo Ki Khushboo Mein
Bheegi Huyi Meri Ye Ungliya
Dhundti Hain Tujhe
Teri Zulfo Ki Khushboo Mein
Bheegi Huyi Meri Ye Ungliya
Dhundti Hain Tujhe
Chu Rahe Hai Tujke
Aaj Na Jaye Kahin Aaj Pairo Tale
Aaj Na Jaye Kahin Aaj Pairo Tale
Apni Parchaiya
Dhire Dhire Chalo
Jo Bhi Kahna Hain
Aankho Se Aankhe Kaho
Dhire Dhire Chalo
Munh Se Kuch Na Kaho
Dhire Dhire Chalo
Munh Se Kuch Na Kaho
Dhire Dhire Chalo
Jo Bhi Kahna Hain
Aankho Se Aankhe Kaho

Surkh Phoolo Ko Boso Se
Madhosh Karti Huyi
Surkh Phoolo Ko Boso Se
Madhosh Karti Huyi
Sham Ki Ye Hawa Tak Rahi Hain Tujhe
Teri Peshani Ko Chumne Ke Liye
Teri Peshani Ko Chumne Ke Liye
Tak Rahi Hain Tujhe Os Ki Bund Ye
Os Ki Bund Ke Bojh Se
Teri Palke Jhuki Meri Sanse Ruki
Koi Bhi To Nahin
Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva
Koi Bhi To Nahin
Dil Dhadkane Ki Aawaz Ki
Khamoshi Ke Siva.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Swaroop sampat songs, Trikon ka chauta kon songs, Vijendra swaroop duets, Shobha joshi songs, Bhupendra shobha duets, Vijendra songs, Dil dhadakne ki, Bhupendra hit songs, Priyadarshini songs, Pyaar hai amrit, Arvind kejriwal, Peenaz masani songs, Madhusudan hit movies, Dennis rodman, Mohammad irfan, Harvey weinstein, Hand sanitizer, Chhaya ganguly old songs, 1986 old songs, Bollywood hits 2012, Plug power, Piya piya pe kiya, Melbourne city fc, Chelsea vs man united