Dil Dadkane Ka Bahana Dhundta Hai Lyrics | Udhar Ki Zindagi | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Anand Milind

Dil Dadkane Ka Bahana Dhundta Hai Lyrics | Udhar Ki Zindagi | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Anand Milind

Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Kisi ke dil me aashiyana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Kisi ke dil me aashiyana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai

Zulfo me badal aankho me kajal sehmi si hai nigahe
Khushbu chaman mehka badan hai deewani fijaye
Zulfo me badal aankho me kajal sehmi si hai nigahe
Khushbu chaman mehka badan hai deewani fijaye
Soya soya khoya khoya aasma aao hum banaye koi dastan
Maine dekhi na thi aisi dilkash adaa
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Kisi ke dil me aashiyana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai

Hey heye hey hmmmm lalalala aaahhaa
Din ho ke raate sapno ki baate karte rehte deewane
Aatho peher darde jigar aaye kaise zamane
Din ho ke raate sapno ki baate karte rehte deewane
Aatho peher darde jigar aaye kaise zamane
Tauba bekrari me karar hai
Dekhu jaha dekhu vaha pyar hai
Saanso me ghul gai dhadkano ki tarh
Dil wafao ka thikana dhund leta hai
Kisi ke dil me aashiyana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai
Kisi ke dil me aashiyana dhund leta hai
Dil dhadkane ka bahana dhund leta hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *