Dil Apna Aur Prit Parayi (Title) Song Lyrics from the movie/album Dil Apna Aur Preet Parai released in the year 2016 starring Raaj Kumar, Meena Kumari. The song Dil Apna Aur Prit Parayi (Title) was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Kishore Sahu. The music was given by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. The lyrics were Penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). The music rights for song purely belongs to Saregama

Dil Apna Aur Prit Parayi (Title) Lyrics

Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Dil Apna

Hai Dard Aisa Ke Sehna Hain Mushkil
Duniya Walo Se Kehna Hain Mushkil
Ghir Ke Aaya Hain Tufan Aisa
Bach Ke Sahil Pe Rehna Hain Mushkil
Ghir Ke Aaya Hain Tufan Aisa
Bach Ke Sahil Pe Rehna Hain Mushkil
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna

Dil Ko Sanbhala Na Daman Bachaya
Failee Jab Aag Tab Hosh Aaya
Gam Ke Mare Pukare Kise Hum
Hum Se Bichhda Hamara Hi Saya
Gam Ke Mare Pukare Kise Hum
Hum Se Bichhda Hamara Hi Saya
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
#lata mangeshkar, #sanjanasinghrajput, #romantic song, #inshot, #mohammad rafi, #old is gold