Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Aise Dhadkata Hai Kyu Pagal Tadapta Hai Kyu
Tune Li Bekarari Apna Sukh Chain Gawaya
Dil Aye Dil Kar Di Mushkil Dil Aye Dil Kar Di Mushkil
Mai Karu Bhi To Kya
Ghar Tune Kyu Banaya Dildar Ki Gali Me
Tera Nahi Thikana Is Pyar Ki Gali Me
Ghar Tune Kyu Banaya Dildar Ki Gali Me
Tera Nahi Thikana Is Pyar Ki Gali Me
Aasu Apne Khoye Kyu Tu Pal Pal Roya
Na Mera Kehna Maana Kitna Maine Samjhaya
Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Taklife Isme Kitni Tujhko Pata Nahi Hai
Is Dard Ki Jaha Me Koi Dawa Nahi Hai
Taklife Isme Kitni Tujhko Pata Nahi Hai
Is Dard Ki Jaha Me Koi Dawa Nahi Hai
Ruswai Tanhai Milti Jisme Judai
Na Rasta Na Manjil Kis Mod Pe Mujhko Laya
Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Maine Pucha Mere Dil Se Diwane Mujhe Bata Tujhe Hua Kya
Aise Dhadakta Hai Kyu Pagal Tadapta Hai Kyu
Tune Li Bekarari Apna Sukh Chain Gawaya
Dil Aye Dil Kar Di Mushkil Dil Aye Dil Kar Di Mushkil
Mai Karu Bhi To Kya
Dil Ai Dil Kardi Mushkil Mai Karu Bhi To Kya Song Lyrics from the movie/album Shukriya released in the year 2018 starring Aftab Shivdasani, Shriya Saran. The song Dil Ai Dil Kardi Mushkil Mai Karu Bhi To Kya was sung by Kumar Sanu. This movie/album was directed by Anupam Sinha. The music was given by Vishal Shekhar. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts