Dikhaayi Dete Hai Dur Tak Song Lyrics from the movie/album Aman Ki Asha. The song Dikhaayi Dete Hai Dur Tak was sung by Rahat Fateh Ali Khan, Shankar Mahadevan. The music was given by Shankar Mahadevan. The lyrics were Penned by Gulzar

Dikhaayi Dete Hai Dur Tak Lyrics

Dikhaayi Dete Hai Dur Tak Abb Bhi Saaye Koyi
Magar Bulaane Se Waqt Laute Na Aaye Koyi
Chalo Na Phir Se Bichhaye Dariya Bajaaye Dholak
Lagaake Mehandi Surile Tappe Sunaaye Koyi
Patang Udaaye Udaaye Udaaye Udaaye Udaaye….
Patang Udaaye Chhaton Pe Chadhake Muhalle Waale
Falak Toh Saanjha Hai Usame Fenche Ladaaye Koyi
Utho, Utho Kabaddi Kabaddi Khelenge Sarhadon Par
Jo Aaye Abb Ke Toh Laukar Phir Na Jaaye Koyi
Najar Mein Rehate Ho Jab Tum Najar Nahi Aate
Yeh Sur Bulaate Hain Jab Tum Idhar Nahi Aate
Najar Mein Rehate Ho Jab Tum Najar Nahi Aate
Yeh Sur Bulaate Hain -2 Jab Tum Idhar Nahi Aate
Yeh Sur Bulaate Hain Jab Tum Idhar Nahi Aate

Share your thoughts

Shankar mahadevan, Rahat fateh ali khan, Rahat fateh ali khan sad songs, Rahat fateh ali khan songs, Rahat fateh ali khan new song, Rahat fateh ali khan qawwali, Rahat fateh ali khan all songs, Rampat harami ka hot programe |, 2020 best gori shankar bhajan, Gori shankar bhakti songs 2020, Bhole shankar bhajan, Jhankar music bhojpuri, Jhankar bhojpuri, Jhankar music, Nusrat fateh ali khan, Rahat fathe ali khan, Dehat, Sanu ek pal chain na aave lyrics, Adrak khane ke fayde