Dhuan Dhuan Sa Sama, Gila Gila Aasman Song Lyrics from the movie/album Fun2ssh. The song Dhuan Dhuan Sa Sama, Gila Gila Aasman was sung by Chitra Singh, Sanjivani Bhelande. The music was given by Nadeem-Shravan

Dhuan Dhuan Sa Sama, Gila Gila Aasman Lyrics

Dhuan Dhuan Sa Sama, Gila Gila Aasman
Aise Mai Too Hai Kahan Aaja Aaja……..

Dhuan Dhuan Sa Sama, Gila Gila Aasman
Aise Mai Too Hai Kahan Aaja Aaja……..

Kaisee Bhigee Bhigee Agan Hai
Kaisee Mithee Mithee Chubhan Hai
Haye Mar Dale Naa Duriya, Yeh Dhua…..

Chham Chham Cham…… – (6)
Hai Chhalke Jam

(Aise Chhalke Chhalke, Aaj Sapno Se Yeh Palke
Jaise Soye Arman Jag Jate Hain Machal Ke)- (2)

Yu Dekha Toh Khoye Se Ham Hain
Gam Bhee Hosh Abb Chain Kam Hai
Pal Pal Tujhko Tarse Yeh Dil Meraa

Yeh Dhua……..

(Ik Jo Tum Nahee Toh, Mere Dil Ko Yu Laga Hai
Tanha Tanha Aalam, Sunee Sunee Jism Jan Hai)- (2)

Kuchh Toh Dil Ke Samjho Ishare
Har Dhadkan Tujhi Ko Pukare
Aise Naa Sata Abb Toh Aa Bhee Ja

Yeh Dhua Dhua….. Aaja Aaja

Dhua Dhua….. Aaja Aaja
Kaise Bhigee………..

Share your thoughts

No Keywords