Dhuan Dhuan Hain Dhuan Lyrics | Devaki | Jojo Mukherjee | Bikram Ghosh

Dhuan dhuan hain dhuan…. – (3)
Dhuan dhuan
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa
Dhuan dhuan hain dhuan – (2)
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa – (2)
Jal raha aasma bas dhuan he hain dhuan, bairiya sajna dil jale bas dhuan
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa – (2)
Dhuan dhuan hain dhuan – (3)
Dhuan dhuan

Bujhtee sanse mittee yade, dhundh wahee hain badlee rate – (2)
Ha bhatke kajal jaisee tute badal jaisee barkha lapata
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa – (2)
Dhuan dhuan hain dhuan – (3)
Dhuan dhuan

Maili chadar silwate hain udna chahu par kate hain – (2)
Sookhe hotho par hain kyu chuppi chayi kya tumko hain pata
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa – (2)
Jal raha aasma bas dhuan he hain dhuan, bairiya sajna dil jale bas dhuan
Jhum uthee mast sama mehaktee hawa, karwat badal rahee rat yeh jawa – (2)
Dhuan dhuan hain dhuan – (3)
Dhuan dhuan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *