Dhoondon Mehfilon Mein Woh Jawan Lyrics | Say Yes To Love | Sunidhi Chauhan | Jatin Pandit

(Dhoondon mehflion main woh jawan
Sochu milaga wo yaha waha
Yu to samane hai sar naku har ik basar
Jane do rahne do chhodo na) – 2

Aaye ga kab yaha khub ru na jawan
Ho jaye phir meri mkhmali raate jawan
Yu to hosle hai bulbule hai sab magar
Jane do rahne do chhodo na
Dhoondon mehflion main woh jawan
Sochu milaga wo yaha waha

Har lamha har ghadi hoto pe ye baat hai
Mera wo hum nashi hai yahi kahi to kya baat hai
Ye to silsile hai dil hai ki bekhbar
Jane do rahne do chhodo na
Dhoondon mehflion main woh jawan
Sochu milaga wo yaha waha
Yu to samane hai sar naku har ik basar
Jane do rahne do chhodo na

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *