Dhire Chalao Jara Song Lyrics from the movie/album Aas Ka Panchhi. The song Dhire Chalao Jara was sung by Lata Mangeshkar, Subir Sen. The music was given by Shankar-Jaikishan. The lyrics were Penned by Shailendra

Dhire Chalao Jara Lyrics

Dhire Chalao Jara Haye Dhire Chalao Jara
Mukaddar Ki Gadi Pe Hum Do Anadi
Ye Hai Naya Rashta
Dhire Kaha Tak Chale
Haye Dhire Kaha Tak Chale
Jo Bekhauf Chale Hai Jiwan Safar Me
Unko Mila Rashta Dhire Chalao Jara
Haye Dhire Chalao Jara

Hawao Me Udake Hame Tum Churake
Kaha Le Chale Ho Batao To Bhal
Jaha Ek Hum Hai Jaha Ek Tum Ho
Jaha Kabhi Na Aaye Koi Dusra
Dhire Chalao Jara Haye Dhire Chalao Jara
Mukaddar Ki Gadi Pe Hum Do Anadi
Ye Hai Naya Rashta
Dhire Kaha Tak Chale Haye Haye
Dhire Kaha Tak Chale

Ye Jhumta Najara Safar Pyara Pyara
Hai Mausam Ka Ishara Yaha Na Rukna
Jaha Bhi Tu Kahega Kaha Bhi Le Chalega
Chalungi Sang Tere O Mere Sajna
Dhire Kaha Tak Chale Haye Haye – 2
Jo Bekhauf Chale Hai Jiwan Safar Me
Unko Mila Rashta
Dhire Chalao Jara Haye Dhire Chalao Jara
Mukaddar Ki Gadi Pe Hum Do Anadi
Ye Hai Naya Rashta
Dhire Kaha Tak Chale
Haye Dhire Kaha Tak Chale
Jo Bekhauf Chale Hai Jiwan Safar Me
Unko Mila Rashta Dhire Chalao Jara
Haye Dhire Chalao Jara

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Aas ka panchhi 1961 songs, Shankar-jaikishan songs, Best of shankar-jaikishan, Lata mangeshkar songs, Tum kaun ho batai tumhara naam hai kya aasra song, Dil mera ek aas ka panchhi, Aas ka panchhi movie songs, Panchhi, Hits of shankar-jaikishan, Aas ka panchhi, Subir sen, Lata mangeshkar hit songs, Dil mera ek aas ka panchhi karaoke, Hits of lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar old songs, Lala mangeshkar, Aas ka panchhi songs