Dharti Se Gagan Tak Ghum Ghure Mere Piya Gaye To Kaha Gaye
Mai Ro Ro Unhe Pukaru Re Mujhe Rula Gaye To Kaha Gaye

O Chand Sitaro Tum Bolo O Chand Taro Tum Bolo
O Megh Gyaro Tum Bolo

Aasha Ka Diya Jala Kar Wo Fir Bhujha Gaye To Kaha Gayr
Dharti Se Gagan Tak Ghum Ghure Mere Piya Gaye To Kaha Gaye
Mai Dulhan Bani Piya Ki Thi O O O O
Mai Dulhan Bani Piya Ki Thi Abhi Raat Milan Ki Baaki Thi

Seer Par Sindur Laga Kar Wo Fir Mita Gaye To Kaha Gaye
Dharti Se Gagan Tak Ghum Ghure Mere Piya Gaye To Kaha Gaye
Mai Ro Ro Unhe Pukaru Re Mujhe Rula Gaye To Kaha Gaye
O Janam Maran Dene Wale Tum Mouto Se Man Behlale

Par Itna Bata Jo Jite The Sar Utha Gaye To Kaha Gaye
Dharti Se Gagan Tak Ghum Ghure Mere Piya Gaye To Kaha Gaye
Mere Piya Gaye To Kaha Gaye
Mere Piya Gaye To
Kaha Gaye Kaha Gaye
Kaha Gaye Kaha Gaye
Dharti Se Gagan Pe Aaja Raja Song Lyrics from the movie/album Harishchandra released in the year 2018 starring Shahu Modak, Sulochana. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Sushant Bannerjee
Share your thoughts