Dhani chunari pahan
Dhani chunari pahan
Sajke banke dulhan
Jaungi unke ghar
Jinse laagi lagan
Aayenge jab sajan
Aayenge jab sajan
Jeetne mera man
Kuch na bolungi mai
Mukh na kholungi mai
Baj uthegi hare kanch ki chudiya
Ye kahengi hare kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya
Chute mata pita
Chute mata pita
Chhute vo balapan
Kheli mai jiske sang
Pure solah savan
Deke tan aur man
Deke tan aur man
Mai manau sajan
Teri baaho me ho
Mera jivan maran
Ye kahengi hare kanch ki chudiya
Vada legi hare kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya
Do salone vachan
Do salone vachan
Tumko meri qasam
Ye qasam pyar ki
Ye rasam pyaar ki
Ab nibhana sajan
Ab nibhana sajan
Mat bhulana sajan
Jao parades to
Jaldi aana sajan
Vada legi hare kanch ki chudiya
Fir kahengi hare kanch ki chudiya
Baj uthegi hare kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya
Kanch ki chudiya

