Dhamaka Dhamaka Song Lyrics from the movie/album Dhamaka released in the year 2018 starring Kiran Kumar, Sarika. The song Dhamaka Dhamaka was sung by Bhupinder Singh. This movie/album was directed by Jagdish. The music was given by J P Kaushik. The lyrics were Penned by Sukhdev Raj

Dhamaka Dhamaka Lyrics

Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka

Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Insan Se Shaitan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Insan Se Shaitan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla

Is Dharti Par Rahne Waale
Nirdhan Bhi Dhanwan Bhi Hain
Ho Is Dharti Par Rahne Waale
Nirdhan Bhi Dhanwan Bhi Hain
Jaalim Bankar Haiwaa Bankar
Rahte Kuchh Insaan Bhi Hain
Is Dharti Par Rahne Waale
Nirdhan Bhi Dhanwan Bhi Hain
Jaalim Bankar Haiwaa Bankar
Rahte Kuchh Insaan Bhi Hain
Jo Bhi Aata Hain Chala Jaata Hain
Apani Karni Ka Fal Paata Hain
Apani Karni Ka Fal Paata Hain
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Insan Se Haiwan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla

Pyaar Mohabbat Dil Me Basa Kar
Ek Duje Ke Hote Hain
Ho Pyaar Mohabbat Dil Me Basa Kar
Ek Duje Ke Hote Hain
Nfarat Ki Aandhi Me Khokar
Janam Janam Tak Rote Hain
Pyaar Mohabbat Dil Me Basa Kar
Ek Duje Ke Hote Hain
Nfarat Ki Aandhi Me Khokar
Janam Janam Tak Rote Hain
Hinsa Ki Aag Me Jal Jaata Hain
Pyaar Pakar Amar Ho Jaata Hain
Pyaar Pakar Amar Ho Jaata Hain
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Samman Se Abhimaan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla

Rishte Naate Yaar Dosti
Pyaar Vafa Sab Kahten Hain
Ho Rishte Naate Yaar Dosti
Pyaar Vafa Sab Kahten Hain
Baat Nibhane Ki Jab Aaye
Muh Fer Kar Rahte Hain
Rishte Naate Yaar Dosti
Pyaar Vafa Sab Kahten Hain
Baat Nibhane Ki Jab Aaye
Muh Fer Kar Rahte Hain
Ho Jhuth Ka Bhanda Fut Jaata Hain
Sach Hi Sach Yaha Rah Jaata Hain
Sach Hi Sach Yaha Rah Jaata Hain
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Imaan Se Beimaan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka
Hain Mukabla Ji Hain Mukabla
Insan Se Shaitan Ka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka
Dhamaka Dhamaka Dhamaka Dhamaka

Share your thoughts

Dhamaka, Dhamaka songs, Kartik aaryan dhamaka, Kung fu dhamaka daler mehndi, Dhamaka movie songs, Bhojpuri dhamaka kth, Pushpa movie double dhamaka for fans, Dhamaka movie, Dhamaka teaser, Dhamaka trailer, Kung fu dhamaka songs, Ravi teja dhamaka movie, Ravi teja dhamaka movie latest update, Dance dhamaka, ???????? dance dhamaka video, New hot dhamaka, Chocalate dhamaka, Double dhamaka for allu arjun fans, Bhupinder, Mrs kaushik ki paanch bahuein, Diwali dhoom dhadaka