Marhami Sa Chand Hai Tu
Diljala Sa Main Andhera
Ek Dooje Ke Liye Hain
Neend Meri Khwaab Tera
Tu Ghata Hai Phuhaar Ki
Main Ghadi Intezaar Ki
Apna Milna Likha
Issi Baras Hai Na
Jo Meri Manzilon Ko Jaati Hai
Tere Naam Ki Koyi Sadak Hai Na
Jo Mere Dil Ko Dil Banati Hai
Tere Naam Ki Koyi Dhadak Hai Na
Koyi Bandhni Joda Odh Ke
Babul Ki Gali Aaun Chhod Ke
Tere Hi Liye Laaungi Piya
Solah Saal Ke Sawan Jod Ke
Pyar Se Thamna... Dor Bareek Hai
Saat Janmon Ki Yeh Pehli Tareekh Hai
Dor Ka Ek Main Sira
Aur Tera Tera Hai Doosra
Jud Sake Beech Mein Kayi Tadap Hai Na
Jo Meri Manzilon Ko Jaati Hai
Tere Naam Ki Koyi Sadak Hai Na
Jo Mere Dil Ko Dil Banati Hai
Tere Naam Ki Koyi Dhadak Hai Na
Dhadak Title Track Song Lyrics from the movie/album Dhadak released in the year 2018 starring Ishaan Khatter, Janhvi Kapoor. The song Dhadak Title Track was sung by Ajay Gogavale, Shreya Ghoshal. The music was given by Ajay-Atul. The lyrics were Penned by Amitabh Bhattacharya. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts