Devta Mana Aur Puja Teri Tasvir Ko, Tum Na Mil (Part 2) Lyrics | Albela | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Devta Mana Aur Puja Teri Tasvir Ko, Tum Na Mil (Part 2) Lyrics | Albela | Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Devta mana aur puja teri tasvir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko
Tum na mil paye haye
Kya karu taqdeer ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko

Tu kahin dil laga le
Par mujhi ko payega
Tu kahin dil laga le
Par mujhi ko payega
Har janam sath hoga
Dil se dil bandh jayega
Phir na todega koi
Phir na todega koi
Aas ki janjir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko

Jab talak paau na tumko
Raat din tadpungi main
Jab talak paau na tumko
Raat din tadpungi main
Aatma banke humesha raah me bhatkungi main
Tujhpe arpan kiya
Tujhpe arpan kiya
Balma dile dildir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko
Devta mana aur puja teri tasvir ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *