Desh Song Lyrics from the movie/album MSG: The Messenger Of God released in the year 2016 starring Gurmeet Ram Rahim Singh, Daniel Kaleb. The song Desh was sung by Gurmeet Ram Rahim Singh. This movie/album was directed by Gurmeet Ram Rahim Singh, Jeetu Arora. The music was given by Gurmeet Ram Rahim Singh. The lyrics were Penned by Gurmeet Ram Rahim Singh. The music rights for song purely belongs to Sony Music India

Desh Lyrics

Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye
Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye
Boond Boond Khoon Ki Hamri Desh Ke Liye
Boond Boond Khoon Ki Hamri Desh Ke Liye
Aye Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye,
Boond Boond Khoon Ki Hamri Desh Ke Liye
Desh Ke Liye..desh Ke Liye..

Desh Hai Hamri Aan..
Desh Hai Hamri Shaan..
Desh Main Basti Hamri Jaan
Desh Hai Hamri Aan..
Desh Hai Hamri Shaan..
Desh Main Basti Hamri Jaan
Desh Maa Ki God..baap Ka Saaya
Desh Ke Liye Sab Kurban
Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye
Aye Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye

Desh Ke Dushmano Ko..
Andar Bhar Walo Ko..
Chhati Ke Zor Par Rokenge
Desh Ke Dushmano Ko..
Andar Bhar Walo Ko..
Chhati Ke Zor Par Rokenge
Phale Rokenge Pyar Se Manawta Hathiyar Se
Fir Bhi Ruke Na To Thokenge
Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye
Jiyenge Marenge Mar Mitenge Desh Ke Liye

Sabka Desh Hindustan..
Tringaa Gaurav Shaan..
Iski Shaan Lakh Guna Badaynge
Sabka Desh Hindustan..
Tringaa Gaurav Shaan..
Iski Shaan Lakh Guna Badaynge
Bhed Bhaw Miltakar Hum
Milkar Uthaye Kadam
Meet Bankar Sab Buriyaon Ke
Chhakke Chudaayenge.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Saint gurmeet ram rahim singh ji insan, Gurmeet ram rahim singh, Gurmeet ram rahim singh ji insan, Gurmeet ram rahim singh insaan, Gurmeet, Gurmit ram rahim singh, Ram rahim, Messenger of god, Singh, Ram rahim case, Daniel kaleb, Msg the messenger of god, Msg: the messenger of god, Guru ram rahim inshah, Msg - the messenger of god, The messenger, Ram rahim court faisala, Rurmeet, Ram rahim rape case, Msg ram rahim full movie, Msg ram rahim, Ram rahim baba