Dekho Wo Chaand So Gaya Song Lyrics from the movie/album Zarina released in the year 2015. The song Dekho Wo Chaand So Gaya was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. The music was given by Nisar Bazmi. The lyrics were Penned by Anjum Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Dekho Wo Chaand So Gaya Lyrics

Dekho Wo Chaand So Gayaa Hai Intezaar Mein
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana

Dil Ki Lagi Tumhen Tadpaayegi
Ye Sun Lena Mil Ke Nazar Kahin Reh Jaayegi
Ye Sun Lena Jhhoote Bahaane Liye Aaya Zamaana
Dekho Wo Chaand So Gayaa Hai Intezaar Mein
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana

Tujh Se Nazar Mili Dil Kho Gayaa
Tu Kya Jaane Baithe Bithaaye
Mujhe Kya Ho Gayaa
Tu Kya Jaane Dil Ne Mohabbat
Bharaa Gaya Taraanaa
Dekho Wo Chaand So Gayaa Hai Intezaar Mein
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana

Rukh Pe Agar Kahin Gesu Mere Aa Jaayenge
Baadal Khushi Ke Wahin Masti Bhare Chhaa Jaayenge
Dhadka Sitaaron Ka Dil
Khoyaa Aaa Aaa Zamaanaa
Dekho Wo Chaand So Gayaa Hai Intezaar Mein
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana
O Sanam Aana Dil Mein Samaa Jaana.

Share your thoughts

Manna dey zarina dekho wo chand so gaya hai, Nisar bazmi, Asha bhosle, Nisar, Zarina, Deewane agar magar kaahe soche mohammad rafi asha bhonsle kar bhala 1956 nissar bazmi, Bazmi, Mohammad, Kishore kumar.mukesh.mohammed rafi.o.p.nayyar, Chah karni thi chah kar baithe | mubarak begum asha bhonsle | music- c.arjun | punar milan 1964, Dekho, Chand, Dharmendra.hema malini.music director: roshan, Meri zindagi hai naghma (pakistani film soundtrack), Shammi, Asha parekh