Dekho Na Jao Aye Jaan-e-man, Dil Na Dukhao Aye Janema Lyrics | Boy Friend | Subir Sen, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Dekho Na Jao Aye Jaan-e-man, Dil Na Dukhao Aye Janema Lyrics | Boy Friend | Subir Sen, Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan

Dekho na jao o beraham
Dil na dukhao o beraham
Humse najar to mila ek dafa muskura
Dekho na jao o beraham
Dil na dukhao o beraham
Humse najar to mila ek dafa muskura
Dekho na jao o beraham
Dil na dukhao o beraham

Bahut muntajir tha ye dil ki fir se mulakat ho
Juban se na ho to na ho nigahon se hi baat ho
Dekho na jao o beraham
Adab-e-arz
Dil na dukhao o beraham
Humse najar to mila ek dafa muskura
Dekho na jao o beraham
Dil na dukhao o beraham

Mere ishq ki intada vo ek shaam ki shokhiyan
Mere pyar ki intiha ye faila hua aasman
Dekho na jao o beraham
Dil na dukhao o beraham
Humse najar to mila ek dafa muskura
Dekho na jao o beraham adab-e-arz
Dil na dukhao o beraham

Mohabbat buri cheez hai to hum bhi hain shayad bure
Magar ye sharafat hai kya ki diye ke jhalte bane
Dekho na jao a beraham dil na dukhao o beraham
Humse najar to mila ek dafa muskura
Dekho na jao o beraham dil na dukhao o beraham

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *