Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat Song Lyrics from the movie/album Singapore released in the year 2018 starring Shammi Kapoor, Agha. The song Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Shakti Samanta. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri

Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat Lyrics

Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dil Ka Khajana Dungi Tujhe
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur

Naino Ke Ayine Me Tasvir Hai Tumhari
Mano Na Tum To Paas Aake Dekhlo
Hota Hai Pyar Kaisa Kahte Hai Pyar Kisko
Jano Na Tum To Dil Lagake Dekhlo
Kahta Hi Tumse Dil Ka Ye Mor
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur

Dil Me Bithaungi Mai
Apna Banaugi Mai
Raho Me Dil Bichaungi Mai Tere Liye
Baho Se Bandh Lungi
Ulfat Se Gher Lungi
Aaye Jo Aap Is Taraf Mere Liye
Tod Na Dena Sathi Dil Ki Dor
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur

Achha To Wada Karlo
Aaoge Kis Din Milne
Mere Dildar Sukriya Sukriya
Dil Ka Payam Hai Ye Tu Jo Kubul Kar Le
Teraso Bar Sukriya Sukariya
Bhul Na Jana O Dil Ke Chor
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dekho Ji Dekho Sun Lo Ye Baat
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur
Dil Ka Khajana Dungi Tujhe
Jiwan Me Ek Baar Aana Singapur

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Shankar jaikishan songs, Shankar jaikishan, Lata mangeshkar, Dekho ji dekho singapore, Singapore shammi kapoor, Shankar jaikishen songs, Singapore classic songs, Singapore 1960, Best of shankar jaikishan, Dekho ji dekho, Asha bhosle & shankar jaikishan, Lata mangeshkar ke gane, Shanker jaikishan songs, Lata mangeshkar vintage bollywood music: singapore (1960), Singapore 1960 songs, Singapore full hd songs, Jaikishan, Dil ki girah khol do lyrics