Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat Lyrics | Kahkashan 2 (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Dekhna Jazbe Mohabbat Ka Asar Aaj Ki Raat Lyrics | Kahkashan 2 (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Dekhna jazbe mohabbat ka asar
Aaj ki raat
Dekhna jazbe mohabbat ka asar
Aaj ki raat
Mere shane pe hai us shaukh ka sar
Aaj ki raat

Noor hi noor hai
Kis simate uthau aankhe
Noor hi noor hai
Kis simate uthau aankhe
Husn hi husn hai
Taahte najar aaj ki raat
Husn hi husn hai

Nagma o may ka
Ye tufane tarab kya kahna
Nagma o may ka
Ye tufane tarab kya kahna
Mera ghar ban gaya khyaam ka ghar
Aaj ki raat
Mera ghar ban gaya khyaam ka ghar
Aaj ki raat
Dekhna jazbe mohabbat ka asar
Aaj ki raat
Mere shane pe hai us shaukh ka sar
Aaj ki raat

Narigse naaz me
Wo nind ka halka sa khumar
Narigse naaz me
Wo nind ka halka sa khumar
Wo mere nagma e shiri ka basar
Aaj ki raat
Wo mere nagma e shiri ka basar
Aaj ki raat
Dekhna jazbe mohabbat ka asar
Aaj ki raat
Mere shane pe hai us shaukh ka sar
Aaj ki raat

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *