Dekhi Zamane Ki Humne Ye Reet Lyrics | Roop Rupaiya | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Usha Khanna

Dekhi Zamane Ki Humne Ye Reet Lyrics | Roop Rupaiya | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Usha Khanna

Dekhi jamane ki hamne ye reet
Karti hain duniya daulat se preet
Aayenge kai aise mukam
Daulat tumhare na ayegi kam
O daulat ke gualm
Tumko mera hain salam
O daulat ke gualm
Tumko mera hain salam
Tumko mera hain salam
Tumko mera hain salam

Jab tak daulat apne paas
Tab tak dasi hain aur das
Jab tak daulat apne paas
Tab tak dasi hain aur das
Jab daulat jati hain ruth
Rishte nate jate tut
Jab daulat jati hain ruth
Rishte nate jate tut
Subah bhi ban jati hain sham
Subah bhi ban jati hain sham
Daulat ke gulam
Tumko mera hain salam

Chale ho hamko tum yun chhod
Itane din ki yari tod
Chale ho hamko tum yun chhod
Itane din ki yari tod
Jao sad raho abad
Lekin itna rakhna yaad
Jao sad raho abad
Lekin itna rakhna yaad
Dukh me dil aata hain kaam
Sukh me dil aata hain kam
Dyuti ka dar to tab hove jab
Na ho rup aur na ho rupyiya
Na ho rup aur na ho rupyiya
Rupayiya jaha hain waha hain rup
Rup jaha hian
Waha hain rupayiye
Dyuti ka dar to tab hove jab
Na ho rup aur na ho rupyiya
Na ho rup aur na ho rupyiya
Rup rupyiya rupyiya rup
Rup rupyiya rupyiya rup
Rup rupyiya rupyiya rup
Rup rupyiya rupyiya rup

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *