Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Chehre tamaam lagne lage hain ajib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Kahne ko dil ki baat jinhe dhundhte the hum
Kahne ko dil ki baat jinhe dhundhte the hum
Mahfil mein aa gaye hain wo apne nasib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Nilaam ho rahaa thaa
Kisi naajani kaa pyaar
Nilaam ho rahaa thaa
Kisi naajani kaa pyaar
Kimat nahin chukaayi gai ek garib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Teri wafa ki laash pe
Laa main hi daal dun
Teri wafa ki laash pe
Laa main hi daal dun
Resham kaa ye kafan jo milaa hain rakib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se
Dekhaa hain jindagi ko
Kuchh itnaa karib se

