Dekha Hai Teri Aankho Ko Lyrics | Dekha Hai Teri Aankhon Ko (Album) | K.M. Sadasivan | The Aryans

Dekha Hai Teri Aankho Ko Lyrics | Dekha Hai Teri Aankhon Ko (Album) | K.M. Sadasivan | The Aryans

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Isme mera kasur kya hai sanam
Isme mera kasur kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhe hai kasam

Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Isme mera kasur kya hai sanam
Isme mera kasur kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhe hai kasam

Teri nigahon me
Masti ki chhanv me
Duba hu mai is tarha
Kaise batau mai
Kisko sunau
Jeeta hu mai kis tarha
Isme mera kasur kya hai sanam
Isme mera kasur kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhe hai kasam
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko

Tere hi sapnon me khokar mai soya
Jaga na ab tak yaha
Aati hai pal me
Jati hai pal me
Dhundu yaha se waha
Isme mera kasur kya hai sanam
Isme mera kasur kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhe hai kasam
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Dekha hai teri aankhon ko
Chaha hai teri adaon ko
Isme mera kasur kya hai sanam
Isme mera kasur kya hai sanam
Jaan-e-jana tujhe hai kasam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *