Dekha Jabse Aapka
Chehara Ye Chand Sa
Duniya Ke Sab Haseen
Nazar Se Utar Gaye
Kuchh Aur Hame Yaad Nahi Aapke Siva
Bas Aap Nazar Aaye
Hame Jaha Jidhar Gaye
Dekha Hain Jabse Aapka
Chehara Ye Chand Sa
Ye Shokh Sharbati Aankhe
Ye Sangmrmari Bahe
Balkhake Chalo Jab Yu Tum
Raahe Bhi Bhare Aahe
Ye Shokh Sharbati Aankhe
Ye Sangmrmari Bahe
Balkhake Chalo Jab Yu Tum
Raahe Bhi Bhare Aahe
Gujre Jidhar Se Aap
Kayamat Gujar Gayi
Jin Par Padi Nigah
Wo Ja Se Gujar Gayi
Kuchh Aur Hame Yaad Nahi Aapke Siva
Bas Aap Nazar Aaye
Hame Jaha Jidhar Gaye
Dekha Hain Jabse Aapka
Chehara Ye Chand Sa
Julfo Ki Nashili Khusbu
Anchal Ke Gulabi Saye
Jab Rubru Ho Ye Surat
Fir Kisko Hosh Rah Jaye
Julfo Ki Nashili Khusbu
Anchal Ke Gulabi Saye
Jab Rubru Ho Ye Surat
Fir Kisko Hosh Rah Jaye
Sharma Ke Hanse Aap To Aalam Bahak Gaya
Mausam Ke Dil Farez Najare Nikhar Gaye
Kuchh Aur Hame Yaad Nahi Aapke Siva
Bas Aap Nazar Aaye
Hame Jaha Jidhar Gaye
Dekha Hain Jabse Aapka
Chehara Ye Chand Sa
Dekha Hai Jab Se Aapka Chehra Song Lyrics from the movie/album Husn Ka Ghulam released in the year 2018 starring Dara Singh Randhawa, Nishi. The song Dekha Hai Jab Se Aapka Chehra was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Kidar Kapoor. The music was given by Robin Banerjee. The lyrics were Penned by Anjaan
Share your thoughts