Dekh Meri Ada Song Lyrics from the movie/album Moti Mahal released in the year 2013 starring Ajit, Suraiya. The song Dekh Meri Ada was sung by Shamshad Begum. The music was given by Hansraj Behl. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Ravindra Dave

Dekh Meri Ada Lyrics

Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida
Mujhpe Marta Hai Sara Zamana
Haye Mujhpe Marta Hai Sara Zamana
Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida

Teer Najro Ka Khali Na Jaye Kabhi
Jise Dekhu Wo Bachne Na Paye Kabhi
Mast Karni Hu Main Jadugarni Hu Main
Jise Chahu Bana Du Deewana Haye
Jise Chahu Bana Du Deewana
Ho Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida

Meri Mastani Aankho Mein Solah Singar
Meri Lahrati Zulfon Mein Jhume Bahar
Kabhi Talwar Hu Kabhi Jhankar
Kabhi Hu Ek Mitha Tarana
Haye Kabhi Hu Ek Mitha Tarana
Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida

Main Chalu To Zamana Chale Sath Ji
Kabhi Dil Hu Rakhe Huye Hath Ji
Koi Firki Kahe Koi Barfi Kahe
Bhed Mera Kisi Ne Na Jana
Haye Bhed Mera Kisi Ne Na Jana
Ho Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida
Dekh Meri Ada Huye Lakho Fida
Mujhpe Marta Hai Sara Zamana
Haye Mujhpe Marta Hai Sara Zamana
Ho Dekh Meri Ada  Huye Lakho Fida.

Share your thoughts

Shamshad begum, Suraiya, Hansraj, Hansraj behl, Mahal, Music director: hansraj behl, Chorus moti mahal kaun des se laya re babu dulhan, Bahal, Moti mahal, Suraiyya, Yunhi ulfat ke maaron ka shamshad begum mohammad rafi aladdin aur jadui chirag, Moti mahal 1952, Tum jo mile lyrics, Dahan, Mohan choti, Hans raj behl, Music director: hans raj behl, Jab bhi teri yaad aayegi, Bakee adaye dekhana jee dekhana, Kanhaiya lal, Dekh meri ada huye lakhon fida, Jab bhi teri yaad