Deewani Song Lyrics from the movie/album Mere Jeevan Saathi released in the year 2016 starring Akshay Kumar, Karisma Kapoor. The song Deewani was sung by Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam. This movie/album was directed by Suneel Darshan. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Shree Krishna Audio

Deewani Lyrics

Kaun Samjhega Un Ka Dard Bhala
Jin Ke Dhadkan Ne Chot Khaayi Hai
Log Kehte Hain Yahaan Ishq Jise
Aisa Lagta Hai Bewafaai Hai

Deewani Deewani
Deewani Deewani
Deewani Deewani
Deewani Deewani

Mujhe Laakh Samjhaaya
Deewani Deewani
Dil Ne Mere
Deewani Deewani

Mujhe Laakh Samjhaaya
Dil Ne Mere Magar
Maine Dil Ki Na Maani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Mujhe Laakh Samjhaaya
Dil Ne Mere Magar
Maine Dil Ki Na Maani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani

Main Deewana Hoon In Adaon Ka
Maine To Pyaar Kiya Hai Tumse
Zindagi Hard Mein Hi Chaahoonga
Maine Ikraar Kiya Hai Tumse

Main Bhi Saajan
Tumhaari Chaahat Mein
Saari Duniya Ko Bhool Jaoongi
Saath Seh Loongi
Saare Dard Aur Gham
Dil Ki Rishte Ko Main Nibhaoongi

Deewani Deewani
Deewani Deewani

Bhoolaoongi Kaise
Bhala Mere Saajan
Mohabbat Bhari Yeh Nishaani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani

Deewani Deewani Deewani
Deewani Deewani

Neend Jab Tootegi To
Hosh Mein Aaoongi Main
Kaun Hai Kaisa Hai Woh
Sab Ko Batlaoongi Main
Saari Duniya Ke Aage
Kissa Yeh Aam Karke
Jaoongi Is Mehfil Se
Usko Badnaam Karke
Usne Dil Toda Mera
Uska Dil Tod Doongi
Woh Na Samjhe Ke
Usko Aise Hi Chod Doongi
Maine Us Bewafaa Ko Pooja Hai
Maine To Pyaar Sirf Pyaar Kiya
Do Jahaan Ko Bhula Ke Maine To
Apne Dilbar Pe Jaanesaar Kiya
Kabhi Sochti Hoon
Jo Main Beeti Baatein
Barasta Hai Aakhon Se Paani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani
Deewani Main Deewani
Saajan Ki Deewani.

Share your thoughts

Deewani main deewani, Karisma kapoor, Mere jeevan saathi, Abhijeet bhattacharya, Akshay kumar, Sadhana sargam, Deewani main deewani sajan ki deewani, Deewani main deewani sajan ki deewani dance, Shravan rathod music director: nadeem saifi, Deewani main deewani song, Main deewani main mastani, Deewani main deewani sajan ki deewani dj, Akshay kumar and karisma kapoor 90s, Dance video deewani mai deewani, Dance cover deewani mai deewani, Deewani mai deewani dance video