Deewane Kaa Nam Toh Puchho Lyrics | An Evening In Paris | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Deewane Kaa Nam Toh Puchho Lyrics | An Evening In Paris | Mohammed Rafi | Shankar Jaikishan

Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Are chahe phir na milna
Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Are chahe phir na milna

Gussa chhodo baat toh mano
Iss bande ko apna jano
Dur se dhokha ha
Ho sakta tha ha
Dur se dhokha ho sakta tha
Paas ho abb toh abb pehchano
Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Arre chahe phir na milna

Hat gaya aakhir bharam ka saya
Abb samjha mai abb yaad aaya
Khwab me tum ko aksar dekha
Khwab me tum ko aksar dekha
Aaj mujjasim samne me paya
Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Aji chahe phir na milna

Yeh paris ki sham suhani
Yaar ki nagri rup ki rani
Banke rahega ha koyi afsana ha
Banke rahega koyi afsana
Khil ke rahegi koyi kahani
Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Aji chahe phir na milna
Deewane ka nam toh puchho
Pyar se dekho kam toh puchho
Chahe phir na milna
Are chahe phir na milna
Aa aa aa aa aa aa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *