Chander Chupa Suraj Chupa Bhuja Hai Man Ka Dip
Jyoti Bin Sune Nain
Jyun Moti Bin Sip
Dipak Jalao Jyoti Jagao
Dipak Jalao Jyoti Jagao Man Me Andhera Hai
Dipak Jalao
Are Laal Gao Rab Ko Manao
Are Laal Gao Rab Ko Manao
Deekhado Ne Ghera Hai Dipak Jalao
Dipak Jalao
Chaya Hai Chahu Aur Ghan Andkar
Chaya Hai Chahu Aur Ghan Andkar
Lahraye Jaise Ke Sagar Aapar
Lahraye Jaise Ke Sagar Aapar Koi Dubte Dil Ko Mere Bachao
Dipak Jalao Jyoti Jagao Man Me Andhera Hai
Dipak Jalao
Ambar Pe Bikhara Taro Ka Jaal
Ambar Pe Bikhara Taro Ka Jaal
Yaha Aas Ki Bhuj Gayi Har Masal
Yaha Aas Ki Bhuj Gayi Har Masal Mere Chand Suraj Kaha Hai Bhulao
Dipak Jalao Jyoti Jagao Man Me Andhera Hai
Dipak Jalao
Dil Me Do Rah Rah Ke Kirne Ke Phul
Dil Me Do Rah Rah Ke Kirne Ke Phul
Bitti Baharo Ko Tum Jao Bhul
Bitti Baharo Ko Tum Jao Bhul Mere Man Ki Agni Ko Ab Mat Bhujao
Dipak Jalao Jyoti Jagao Man Me Andhera Hai Dipak Jalao
Dipak Jalao
Dipak Jalao
Dipak Jalao
Dipak Jalao
Dipak Jalao
Deepak Jalao Jyoti Jagao Man Me Song Lyrics from the movie/album Sangeet Samrat Tansen released in the year 2018 starring Bharat Bhushan, Anita Guha. The song Deepak Jalao Jyoti Jagao Man Me was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by S N Tripathi. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Shailendra
Share your thoughts