December 2nd, 1984 Lyrics | Bhopal Express | Shankar Mahadevan, Amitabh Bachchan | Shankar Ehsaan Loy

December 2nd, 1984 Lyrics | Bhopal Express | Shankar Mahadevan, Amitabh Bachchan | Shankar Ehsaan Loy

2 december 1984 ki us kaali raat ko
Bhopal mein aath hajaar log maare gaye
Karib paanch lakh log gas se pidit ho gaye
Aaj pandhra saal baad mritko ki sankhya
Sola hajaar pahuch chuki hai
Aur ab bhi har mahine dus se pandhra log
Usi raat ki gas ke asar se marte hai
Industrial disaster ke itihaas me
Hiroshima kehlane wala ye aatank
Aaj tak ka sabse bada narsanghaar hai
Union ke vayraj bhi ye kahta hai
Ki ye narsanghaar ek asantusht worker ka kukarm hai

Union ka baeet par ek hajaar paanch
Sau karod dollar ka daava hua tha
Par ab tak is raashi ka sirf teen pratishat paisa diya gaya hai
Bhopal ko aaj bhi talaash hai kuchh nyaya ki

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *