Dayam Pada Hua Song Lyrics from the movie/album Ghazal Ka Mausam released in the year 2015 starring Hariharan. The song Dayam Pada Hua was sung by Hariharan. The music was given by Hariharan. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Dayam Pada Hua Lyrics

Dayam Pada Hua
Tere Dar Par Nahin Hoon Main
Dayam Pada Hua
Tere Dar Par Nahin Hoon Main
Haa Kaisi Zindagi Pe Ke
Patthar Nahi Hoon Main
Dayam Pada Hua

Yaa Rab Zamana Mujha Ko
Mita-ta Hain Kis Liye
Yaa Rab..yaa Rab..yaa Rab..
Yaa Rab Zamana Mujha Ko
Mita-ta Hain Kis Liye
Lo Phir Jahan Pe Harfe Muqaddar
Nahi Hoon Main
Lo Phir Jahan Pe Harfe Muqaddar
Nahi Hoon Main
Dayam Pada Hua

Kyun Gardishe Maqaam Se
Ghabhra Na Jaaye Dil
Kyun..kyun…kyun…
Kyun Gardishe Maqaam Se
Ghabhra Na Jaaye Dil
Insaan Hoon Piyala Saagar
Nahi Hoon Main
Insaan Hoon Piyala Saagar
Nahi Hoon Main
Dayam Pada Hua

Had Chahiye Saja
Main Huqumat Ke Vaste
Had Chahiye..
Had Chahiye Saja
Had Chahiye Saja
Main Huqumat Ke Vaste
Aakhir Ghunahgaar Hoon
Kaafie Nahi Hoon Main
Aakhir Ghunahgaar Hoon
Kaafie Nahi Hoon Main
Dayam Pada Hua
Tere Dar Par Nahin Hoon Main
Dayam Pada Hua
Tere Dar Par Nahin Hoon Main.

Share your thoughts

Ghazal, Hariharan, Dayam pada hua, Ghulam al --i dayam pada hua -- studio ghazal, Chorus mahendra kapoor ghazals of ghalib dayam pada hua, Dayam, Dard bhari ghazal, Mirza ghalib ghazal, Dard bhari ghazal 2021, Qadam rutbe ghalib, Nangi kar dayan sikhanewala tanrik, #meenaraj. #meenaraj. # meenaraaj. #meenaraj ghazal, Mehdi hassan ghazals, Dayam pada hua tere dar par, Dear comrade lyrics, Khesari lal yadav, Greatest ghazal hits by mehdi hassan